Ad Code

Ad code

Kumar Sanu - Jab Koi Baat Bigad Jaye lyrics

Jab Koi Baat Bigad Jaye lyrics

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

Tum dena saath mera o humnawaa

Naa koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva

Tum dena saath mera o humnawaa

Tum dena saath mera o humnawaa

Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath

Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath

Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

Tum dena saath mera o humnawaa

Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva

Tum dena saath mera o humnawaa

Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein

Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin

Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

Writers: Shyamlal Harlal Rai Indivar / Rajesh Roshan / Indivar / Nagrath Rajesh Roshan

Jab Koi Baat Bigad Jaye-Sad video(lyrics)

Ad code

Ad Code fotter