Ad Code

Ad code

Mohammed Rafi & Poornima - Kya hua tera wada Lyrics



Kya Hua Tera Wada Lyrics



Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada bhoolega dil jis din tumhe


Oh din zindagi ka aakhri din hoga (2)




Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada


Bhoolega dil jis din tumhe


Woh din zindagi ka aakri din hoga (child)


Yaad hai mujhko tune kaha tha


Tujhse nahin roothengey kabhi


Dil ki tarah se haat mile hain


Kaise bhala chootengey kabhi


Teri baahon mein beeti har shaam


Bewafa yeh bhi kya yaad nahin





Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada


Bhoolega dil jis din tumhe


Woh din zindagi ka aakhri din hoga





O kehne waale mujhko farebi


Kaun farebi hai yeh bata


Woh jisne gham liya pyaar ke khatri


Yah jisne pyaar ko bech diya


Nasha daulat ka aisa bhi kya


Ke tujhe kuch bhi yaad nahin





Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada


Bhoolega dil jis din tumhe


Oh din zindagi ka aakhri din hoga


Kya hua tera waada woh kasam woh iraada


Woh kasam woh iraada ...


writers: Majrooh Sultanpurt / R.d. Burman


Kya hua tera wada video (Lyrics)





Ad code

Ad Code fotter